1. Ban Sahara Besaharon ke liye
Ban Kinara Bhramit navon ke Liye
Tu jiya apne liye to bhi kya Jiya
Ji Sake to Ji Hazaron ke liye.
2. AbHi Kamseen umar hai abhi do chaar foot ka hai
Jawani mein zamane ko kutubminar dikhega.
3. "ek hi kadam galat pada tha raahein shauk mai,
tamaam umra manjil hame dhundti rahi"
Thursday, February 12, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment